Tere Sang Yaara khush rang bhara .. Click On A LinkЁЯСЗ For Full Song.
Tere sang yaaraaaaa
Khush rang baharaaaa
Tu raat deewaniiiii
Main zard sitaraaaaaaa
O karam khudaya hai
Tujhe mujhse milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaaraaaaa
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main tera ho jaun
Jo tu karde ishara
Instrumental
Kahi kisi bhi gali mein jaun main
Teri khushboo se takraun main
Har raat jo aata hai
mujhe Woh khwab tu..
Tera mera milna dastoor hai
Tere hone se mujhme noor hai
Main hoon soona sa
ek aasmaan Mehtaab tu..
O karam khudaya hai
Tujhe maine jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O tere sang yara
Khush rang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena ganwara
Maine chhode hai
baki saare raastey
Bas aaya hun tere paas re
Meri ankhon me tera naam hai
Pehchan le..
Sab kuch mere liye
tere baad hai
Sau baaton ki
ik baat hai
Tere Sang Yaara lyrics at ThePerfectFun.in
Main na jaunga
kabhi tujhe chhod ke
Yeh jaane le..
O karam khudaya hai
Tera pyaar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitara
O tere sang yaaraaaa
Khush rang baharaaaa
Main behta musafir
Tu tehra kinara
No comments:
Post a Comment